C = chant
H=heaven
H = Holy
A = almighty
T = together
H =hallowed
P =pious
U =upbeat
J =jubilation
A =awesome Happy Chhath Puja

Count your problems,
Count your blessings,
Which has the greater number?
All the troubles are will be finished
If you will have faith in god
Jai Chhath Maa ki

Kumkum bhare kadmo se aaye suray dev apke dwar,
sukh sampati mile apko apar,
Chhath ki subhkamnai kare sweekar.


  • All that exists was born from the sun there is nothing apart from it. Of what is and has been and is to be and what moves and remains still…. the sun alone is the source and the end… HappyChhathPuja !!!!!!!!!
  • People worship god Sun for his kindness and seek forces of nature like sun and river. Women keeps strict fast on this day and worship God Sun during holy Bath into river! Happy Chhath!
  • On this auspicious occasion, I wish the color, bliss and beauty Of this festival Be with you throughout the year! Happy Chhath!
  • May this Chhath, light up for you. The hopes of Happy times, And dreams for a year full of smiles! Wish you Happy Chhath.
  • Long live the tradition of Hindu culture, as the generations have passed by, Hindu culture is getting stronger and stronger lets keep it up. Best Wishes for Chhath.
  • On the day of Chhath Puja people goes to holy bath at river. They offer arghya to God Sun to thank for giving sunlight to earth. It maintains the balance of environment and help to growth of crops.
  • Chhath is a festival dedicated to the Sun God, considered to be a means to thank the sun for bestowing the bounties of life in earth and fulfilling particular wishes.....HAPPY Chhath....!!



Waqt Se Waqt Ki Kya Shikayat Karein,
Waqt Hi Na Raha Waqt Ki Baat Hai.

Uss Ney Dekha Muje Ussney Chaha Muje,
Ussnay Thukra Diya Waqt Ki Baat Hai.

Koi Mushkil Parri Koi Kaam Aa Gaya,
Zehan Mein Usskay Jo Mera Naam Aa Gaya.

Baad Muddat Ke Woh Doston Ki Tarrah,
Hum Se Huss Ke Milla Waqt Ki Baat Hai.

Zindagi Hum Say Anjaan To Ho Gai,
Ek Rishtay Ki Pehchaan To Ho Gayi.

Koi Chahat Na Thi Bas Murrawatt Thi,
Woh Khud KO Samjha Liya Waqt Ki Baat Hai.

Apna Rang-e-Muhabbat Hai Sab Se Juda,
Koi Pochhay To Rashid Kahon Or Kya.

Jiss ko Payaa Nahi Ussko Kho Ker Bhi Main,
Kiyon Ussi Ka Raha Waqt Ki Baat Hai !!chanchal!!


Is Qadar Door Jate Hain Wo,
Ki Bahut Yaad Aate Hain Wo,
Khauf Ki Ek Siyaah Raat Mein,
Jaise Deepak Bujhate Hain Wo,
Zindagi Ke Har Ek Mod Par,
Hausla Phir Badhate Hain Wo,
Zulf Hai Ya Hai Kaali Ghata,
Jaise Barkha Bulate Hain Wo,
Chant Gayi Chand Ki Roshni,
Rukh Se Parda Uthate Hain Wo,
“Raaz” Ki Baat Hai Doston,
Apna Mahram Batate Hain Wo.


Zindagi ki tapti dhoop mai ek thanda saya paya hai mai ne,
Jab kholi aankh to apni maa ko muskorata howa paya hai mai ne..
Jab bhi maa ka naam liya,
Os ka beshomaar pyar paya hai mai ne..
Jab koi dard mehsoos howa, jab koi mushkil aayi,
Apne pehlo mai apni maa ko paya hai mai ne..
Jaagti rahi who raat bhar mere liye,
Jaane kitni raatein, osay jagaya hai mai ne..
Zindagi ke har moadh(mor) par, jab howi gumrah mai,
Iski hidaayat par, pakarli seedhi raah mai ne..
Jis ki dua se har moseebat loat jaye,
Aisa farishta paya hai mai ne..
Meri har fiker ko janne wali,
Mere jazbaaton ko pehcanne wali,
Aisi hasti payi hai mai ne..
Meri zindagi sirf meri maa hai,
Isi ke liye to,
Is zindagi ki shama jala rakkhi hai mai ne


Teray sheher teri soch say nikal jaon ga,
kisi udaas shaam mein dhal jaon ga,

Tu jo mukar gaya hai her baat say apni,
dekh lena aik din mein bhi badal jaon ga,

Mat dikha mujh ko apna pasheman chehra,
jab ke tu jaanta hai mein pighal jaon ga,

Chahay laakh tarpoon tere intizaar mein,
mat lout ke aanaa mein sambhal jaaon ga,

Tera hona itna zaroori to nahi hai Sahil,
Me to yaadon ke khilonay se behel jaon ga!!!!!!
Jiyo Khiladi Wahe WaheJiyo Khiladi Wahe WaheJiyo Khiladi Wahe WaheJiyo Khiladi Wahe Wahe Ayede Peyde (De Ghumake)Aare Paare (De De Ghumake)Uttiguttam (De Ghumake)Adchan Khadchan (De De Ghumake) Jiyo Khiladi Wahe WaheJiyo Khiladi Wahe Wahe Hmm....

Ayede Peyde (De Ghumake)Aare Paare (De De Ghumake)Uttiguttam (De Ghumake)Adchan Khadchan (De De Ghumake)Juta Hosla Badal FaislaBadhale Tu Bindas KafilaKhel Jamale Kasam UthaleBajake Chutki Dhool Chatadhe De Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe Wahe De Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, Ghumake Jiyo Khiladi Wahe Wahe.

Aasman Mein Mar Ke DubkiUdadhe Jaa Sooraj Ki JhapkiSarr Se Cheer Hawa Ka PardaBandhle Patte Jamke GardaaMar Ke Surri Sagar Mein TuChhaang Bator Laga Gal MeinPhaad Ke Chappar Masti Mauj KiBarish Hogi Ghar Ghar Mein De Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe WaheDe Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe Wahe.

Atki Saans Sui Ki Nok ParKhel Bada Hi Gehera HaiMaza Bhi Hai Rumancedaar Sa IskaRanga Rangi Ye Chehera HaiItti Shitti Ho Halla SabHullan Dhoom Dhadaka HaiKhel Khiladi Tadak Bhadak Sab Jalta Bhadaka Hai De Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe Wahe De Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe Wahe.

Ayede Peyde (De Ghumake)Aare Paare (De De Ghumake)Uttiguttam (De Ghumake)Adchan Khadchan (De De Ghumake)Juta Hosla Badal FaislaBadhale Tu Bindas KafilaKhel Jamale Kasam UthaleBajake Chutki Dhool Chatadhe De Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe WaheDe Ghumake, Ghumake, Ghumake, Ghumake,De Ghumake, GhumakeJiyo Khiladi Wahe Wahe