Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara

Chanchal Singh | 5:09 AM | 0 comments


-->
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na
Milke bhi hum na mile tum se na jaane kyun,
meelon ke hai faasle Tum se na jaane kyun,
anjaane hai silsale Tum se na jaane kyun
sapne hai Palkon tale tum se na jaane kyun
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na
-->
Aaa ..
Nigahon mein dekho meri jo hai bas gaya
Woh hai milta tumse hubahu
Ooo jaane teri aankhein thi ya baatein ki waja
Huea tum jo dil ki aarzoo
Tum paas ho ke bhi tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho ke bhi apne nahi aise hain
Humko gile tumse na jaane kyun
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na

-->
Ooo jaane na jaane na jaane na .. aaa tu jaane na ..
Khayalon mein lakhon baatein yun tu keh gaya
Bola kuch na tere samne
Ooo huea na be-gaane bhi tum hoke haar ke
Dekho tum na mere hi bane
-->
Afsos hota hai dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai pagla hua soche yeh
Hum the mile tumse na jaane kyun
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsale Tum se na jaane kyun
sapne hai Palkon tale tum se na jaane kyun
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na



Category:

0 comments